- ¨ Anjana Jha impressed the audience with her depth, confidence, presentation ebullience and fine understanding of the dance in totality of nritta and nritya. (The Hindu)
- ¨ Nritya men kavya ka laavanya banaye rakhne men achchhi sooj thi. Table ka ‘dha’ aur nritya ka ‘ta’ bol men sangat gaagar men sagar jaisi thi. (Jansatta New Delhi)
- ¨ Ab kathak hi jiwan Anjana ka… (Nav Bharat , Gwalior)
- ¨ Nritya aur sangeet men nayapan… (Nav Bharat Times New Delhi)
- ¨ Kathak Kendra men pehli baar swarna wa rajat padak. (Dainik Jaagaran, New Delhi)
- ¨ Anjana ne jeeta kathak ‘shri’ ka kitaab. (Hari Bhoomi, Raipur)
- ¨ Shuru se ant tak chere pe muskaan wagair kisi tanaav ke nritya prastutti ne oorla anoothi misaal darkshak ko ke samoukh rakhi. (Dainik Bhaskar-Sagar)
- ¨ Logon ko rango se sarovar kiya Anjana ke nritya ne. (Amar Ujala, New Delhi)
- ¨ Delhi ki Anjana ko mila ‘Nritya Shri’ ka kitaab. (Danik Madhya Pradesh – Katni)
- ¨ Anjana has imbibed the best of the Jaipur School of Learning (Malaya Manorama, Kerala)